शायरी

शायरी

"Dard Se Rishta hai,Mera Khushi Mere Nashib Mein Nahi.
  Koi Humein Pyar Kare Main Itna Khusnasib Nahi".

Shish Ka Mahal Bana Dete
Kagaj Ka  Kalam Bana Dete
Ladkiya Marti Nahi Hai Humpe
Warana Iss Jaha Mein Ek Aur
Tajmahal Bana Dete


DARD BHARI SHAYARI.

Bachapan bita aai jawani,fir pyar ki hui suru kahaniya.
dil tuta toh dard hua,fir aankho mein aaya paani.


raste para ful ful ko uthate chalo
,mujh garib ke pyar ko nibhate chalo.


mera dil tor ke jaane ek din tu bhi pachtayega,
koi  na dega sath tera jab laut tu bawapas aayega.


bahar aaye bahar jaye .
pyar bhara mausham na jaye.

shishe jaisa dil hai,tutne par awaj nahi aati.
dil todane walo ko ye samjh mein baat nahi aati.

raat sapne mein tumse har woh baat toh hui,
sapna hi sahi mulakat toh hui.

tum bhul jaoge toh humein bhi bhulana aata hai,
tum jo jakham doge woh har jakham mujhe dabana aata hai.

kashmein jo hamne khai hai kya unko nibha paaoge ,
kin yaha se nikal kar humko hi bhul jaaoge.

iss hasin jindgi mein koi gum na aa jaye,
kah do gum se woh dur rahe aur bankar khushi chha jaye.

kya kahe kuch bhi kaha nahi jata,
dosti ho gai hai tumse iss kadar ki
dur rah kar ab tumhare bin raha nahi jaata.

ghar se nikale toh kuch armaan humare bhi the,
ek traf jangak toh dusri tarf samshan the,
pair haddiyo pe para toh haddiyo ke kuch bayan the,
arre bhai dekh kar chalo hum bhi toh ek insan the.

de raha hai bar bar awaj dil mera ro kr,
jee nahi paunga sanam tumse juda ho kar.

tua dil iss kadar ki jor nahi paya,
tere shiva dil mein koi aur nahi aayega.

dil torne se pahle ek baar bata diya hota,
woh sath jine marne ka vaada nahi kiya hota.

hum chahat ke piche sab kuch waar dete hain,
log chahat mein nahi parte woh chahat ko hi maar dete hain.

chahat tumhare piche bhagti hai na ki ham chahat ke piche,
jisko chahat karni ho woh aapse kuch sikhe.

mohhabat ki nahi jaati mohhabat ho jati hai,
koi khona nahi chahta isse lein kho jata hai.

koi laakh bura chahe juda hum nahi honge,
pyar karnewale humne bahut dekhein hain
lekin hum kisi se kam nahi honge.

maata pita ke piche charo dham hai,
isi ke den se humari subah aur shaam hain.

bachapan mein dekha ki garmi uun mein hoti hai,
school mein pata chala ki garmi june mein hoti hai.
papa ne bataya ki garmi khoon mein hoti hai,duniya mein bahut dhakke khaye.
tab jaa kar pata chala ki garmi na toh unn mein hoti ,naa june mein ,na hi khoon mein,
garmi toh sirf noto ke junoon mein hoti hai.

barsat jab aati hai,toh dil mein khushi cha jati hai.
jab mahbob na ho samne toh yaad bahut aati hai.


pyar karna koi khel nahi hai,bacho ka.
tel nikal jaata hai,acho acho ka.

waqt hasata hai, waqt hi rulata hai, waqt hi hai jo sab kuch sikhata hai.
waqt ki keemat jo jaan le  manjil wahi paata hai.

kho deta hai jo waqt ko baad bahut pachtata hai.
kyuki gujara hua waqt laut kar nahi aata hai.


ye hawa ke jhoke bhi teri yaad dilati hai,
na jane kaha se aati hai,aur kaha chali jaati hai.
tute dil ko na jane kyu bar bar dukhate hain.

jindagi ne sawal badal dala,waqt ne halat badal dala,
hum toh aaj bhi akele hain,bas jajwat badal dala.

uparwale ne jab ful aur kaliyan banate the ,
ishq ki jholi mein dekha toh bas kante hi kante the.

aaunga teri gali mein koi rok ke dikhaye,
bhar lunga tujhe bahon mein koi tok ke toh dikhaye.

na kisi se sikwa na kisi se gila hai,
jisko humne chaha woh humein kaha mila hai.

bahar aane se pahle , phool khil nahi sakte.
paas rah kar bhi hum mil nahi sakte.

aaye the ter dar par kya kar gaye the hum,
tum kisi aur ko chahne lage kya mar gaye the hum.

na paigam yaad rakhna na salam yaad rakhna.
bas yehi dua hai ki mera naam yaad rakhna.

jameen par rah kar kyu aasman dhoondte ho,
patjhar mein ghar basa lo kyu bagwan dhoondte ho.
aur shadi har maut ka jar hai,kyu uhi kuwaro maut saman dhoondte ho.

Jidhar dekho udhar ishq ke bimar baithe hain,Lakho gujar gaye karoron taiyar baithe hain.
Barbad hote hain larkiyo ke chakkar mein aur kahte hain ki bharat mein berojgar baithe hain.

Suna hai garibo ke liye sauchalay banbaye jaa rahe hain,arre bhai pahle garibo ko khilao toh sahi, kahyega india tabhi toh jaiyega india.

Ek kavi aur kavitri ne shadi rachai,
Dalahan ke ghughat uthate hi 6 gajal sunai.

Main ne jindagi mein dhoke hi khaye hain,
Chahe woh khuch bhi ho.

Khwahish ka mara hua insan, uche uche daam lagata hai.
Ek tawayaf ke kothe par bik jate hain mahnge fool.

Gitar sikha larki patane k liye,
Aaj usi ki shadi mein order aaya Gitar bajane ke liye.

Kaha se hunar laau usse manane ka
Ki uski aadat hi hai ruth jane ka.
Ki mohabbat ki saja mujhe hi milni thi,
Kyuki jurm main ne hi kiya tha dil lagane ka.

Girlfriend ko apni palko par bitha lo
Dekar khushi sare gum chura lo.
Pyar karo uski shaheli ke samne itna ki
Uski shaheli bhi kahe k janu mujhe bhi fasa lo.

Apne kiye par pani fer lena.
Girlfriend se hi shadi kar lena.

0 Response to "शायरी"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel